Urdu Poetry
Urdu Poetry
hai, Tu mujhe apna Bana ya Na bana tere khushi, tu zamane bhar main mere, naam se
badnaam to hai, mere hise main koi jaam na aaye na sahi, tere mefil main mere naam koi,
sham to hai, log dekh to kar mujhe naam tera lete hai, is par khush hain aman ,mohabaat
ka yeh anjaam to hai, tu kahin bhi rahe sar pe tere ilzam to hai,
Ek Lamha !!!
Dar e Qafas Sey Paray Jab Saba gUzarti hAi Kisay Khabar ASeerOun Pey Kya gUzarti
hAi Taluqaat Kabhe Is Qadar Na tOotay Thay K Teri Yaad Bhe Dil Sey Khaffa gUzarti
hAi Wo Ab Milay Bhe To Milta hAi Is Trah jAisay bUjhay Charagh Ko Choo Kar Hawa
gUzarti hAi Yeh Ehal-e-Hijjr Kii BaSti hAi Ehtiyaat Sey Chal mUSeebatOun Ki Yhaan
Inteha Ki gUzarti hAi Bhanwar Sey Bach To Gaien KaShtiyaam Magar Ab K DilOun Kii
Khair NAHI K mOuj e Bala gUzartii hAi Na pOoch Apni Aana Kii Bghawatien
"MOHSIN"Dar e QabOol Sey Bach K dUa gUzarti hAi
Teri tasweer meri ankhon main basee kyun haiJidhar dekho bus udhar tu hi kyun haiTeri
yadoon say wabasta meri taqdeer hai lekintujhe naa paa ker meri taqdeer rooti kyun
haiMujh ko hai khaber asaan nahin tujhe haasil karnaphir bhi yeh intizaar, yeh beqarari
kyun haiBarson guzar gaye meray tanhayee main lekinMeri baahon ko aaj bhi tera
intizaar kyun haiTeri chahat ki kasam khoon kay aansoon royaa honAb nahin hai kuch
baqii phir yeh jaan baqii kyun haiKhatam huwa mera yeh afsana ek baat batadoo "gajju"
lekinAnjaam tha malooom mujh ko phir yeh muhabbat kyun hai
**
**
**
**
*Ek tu hi to mere paas nahi*
**
**
**
**
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Main gungunaoon to mera geet ho tum ARZOO
Main sunaoon to meri dastaan ho tum ARZOO
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Main dhoop main hoon to mera saibaan ho tum ARZOO
Main raat main hoon to meri sahar ho tum ARZOO
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
kuch
meethay
pal
yaad
Ate
hainpalkon
per
aansoo
chorr
jatay
hain
kal
koi
or
millay
to
hamain
na
bhulana
dosti
k
rishtay
zindage
barr
kaam
aaatay
hain