Safeena e Bakshish-Roman PDF
Safeena e Bakshish-Roman PDF
bakshish
TheSunniWay.com Publication
Printed by Anjuman Faiz-e-Raza
1
CONTENTS
TRANSLITERATION KEY........................................................................................ 7
ACKNOWLEDGEMENTS......................................................................................... 7
2
MUNĀJĀT KĪ RĀT ................................................................................................... 43
CHASHM-E-ILTIFĀT .............................................................................................. 51
NĀ'RA-E-RISĀLAT................................................................................................... 59
BĀDA-E-ISHQ-E-MUSTAFĀ.................................................................................. 67
MAST-E-MA-E-ALAST............................................................................................ 69
JĀN-E-BAHĀRĀN .................................................................................................... 70
AE NASĪM-E-KŪ-E-JĀNĀN ................................................................................... 73
SHAMĪM-E-ZULF-E-NABĪ ..................................................................................... 83
MEHR-E-ANWĀR AEIRIYĀN................................................................................ 86
QIT'AH ....................................................................................................................... 91
QIT'ĀH ....................................................................................................................... 91
AYDAN ...................................................................................................................... 96
CHAL DIYE TUM ĀNKH MAI ASHKON KĀ DARYĀ CHORH KAR............ 114
5
MANQABAT SHARĪF DAR SHĀN HUZŪR MUJĀHID-E-MILLAT............... 122
6
TRANSLITERATION KEY
Care and attention has been put into the production of this
transliteration. If however, any mistakes or errors are found it is
solely our own, for which we seek Allah’s forgiveness.
acknowledgements
7
FOREWORD BY HUZŪR TĀJUSH SHARI’AH
Nahmaduhu Wa Nusalli Alā Rasūlihil Karīm
I have been told that Muhammad Tahir Raza from Colombo, Lanka
has done the transliteration of Safīna-e-Bakhshish, my poetic
collection in praise of Sayyiduna Rasūlullah ,
May Allah accept his effort and keep him firm on the path of Ālā
Hazrat.
8
FOREWORD BY JANASHEEN-E-HUZŪR TĀJUSH
SHARI’AH
All praise is due to Allah, Salutations upon the Best of creation,
Our Master Muhammad-ur-Rasūlullah ﷺ
In doing so, he has made it easy for the English readers, as in this day
and age people, especially the younger generation, mostly read
English. May Allāh accept his efforts and reward him abundantly.
May Allāh bless all those who have taken part in preparing, and
publishing this book. May Allāh keep TheSunniWay and Anjuman
Faiz-e Raza under the Maslak of the great Imām Ahmad Razā Khan
and May they serve the Deen with sincerity.
9
FOREWORD BY HUZŪR MUHADDITH-E-KABEER
Huzūr Tāj us-Sharī’ah possessed a natural talent in poetry. He could
present his poetry on whatever scale he wished. This poetry of his is
mostly on the blessed praise of our Master Muhammad
and some in praise of the pious predecessors and there are also some
which he presented in mourning of those who passed away. All this
poetry is completely natural and full of eloquence and in accordance
to the rules and regulations of poetry. It is such poetry that at times
a doubt occurs that this is the poetry of the great Imām Mufti Azam
or Our Master, the great Imām Ālā Hazrat . This style of his
appears completely gifted.
10
condition. Janāb Tahir Sahib from Colombo desired to rewrite the
poetry in a roman font for the many people who wish to recite the
poetry of Huzūr Tāj us-Sharī’ah but are unable to read the Persian
font. Thus he intended to transform the poetry in to the English
Font to fulfill the wish of these people. Thus, he has transformed the
Urdu and Arabic poetry in to the English Font. May Allah accept
this effort of his, reward him well and make this work popular
amongst the common and the elite. I make dua for him that may
Allah reward him very well for his love.
11
FOREWORD BY MUFTI AFTHAB CASSIM
All Praise is due to Almighty Allah, The Sustainer of the Universe.
Durood and Salāms upon the most praiseworthy in Allah’s
creation, Sayyiduna Rasūlullah , and upon his admirable family,
and marvellous companions, and upon all those Beloveds of Allah,
who have and will continue to praise the Most Beloved of Allah
with pearls of praise and admiration.
The Qutb ul Aqtāb of the era, Huzūr Sayyidī Tājush Shariah Imam
Muhammad Akhtar Razā Khan Qādiri Azhari was indeed an
Āshiq-e-Rasūl , and was thus absorbed in the love of
Rasūl-e-Kareem . He firmly followed the blessed
tradition of his illustrious family, whose love for Sayyiduna
Rasūlullah knew no bounds.
12
prominent ‘Samān-e-Bakhshish’ i.e. ‘The Provisions for Salvation’,
and this bouquet of blessings written by Huzūr Sayyidī Tāj us-
Sharī’ah was named, ‘Safīna-e-Bakhshish’ ‘The Ship of Salvation’.
The name itself shows his spiritual resemblance to his illustrious
forefathers. If anyone who is a true devotee of the Beloved Rasūl ﷺ
examines the Kalāms written by Huzūr Sayyidī Tājush Shariah ,
he will have no alternative but to declare that Huzūr Sayyidī Tāj us-
Sharī’ah is a true Āshiq-e-Rasūl and at the same time
he is a true lover of the Awliyah Allah. His writings flow with the
fragrance of Ishq-e-Nabi
13
keeps him and us in the love of the beloved Nabi and
firm on Maslak-e-Ālā Hazrat. Āmeen. May Allah Almighty reward
the publishers, TheSunniWay and Anjuman Faiz-e-Raza for their
efforts in publishing this beautiful work, and all those who have
supported in any other way in bringing this project to its successful
finale.
Sag-e-Mufti-e-Azam
Muhammad Afthab Cassim Qaadiri Razvi Noori
Imam Mustafa Raza Research Centre – Durban, South Africa
14
FOREWORD BY MUFTI ZAHID HUSSAIN
16
BRIEF SYNOPSIS OF THE LIFE OF TĀJ AL-
SHARĪʿAH
The Grand Muftī of India, the great grandson of Imām Aḥmad Riḍā,
the rightful successor of al-Muftī al-Āʿẓam, Shaykh al-Islām, Tāj al-
Sharīʿah Muftī Akhtar Riḍā Khān al-Qādirī – may Allah have mercy
on him and elevate his station.
At the age of four years, four months and four days, his father
organised the customary Bismillāh khwānī (a ceremony marking the
commencement of a child’s Islamic education). His grandfather, al-
Muftī al-Aʿẓam Imām Muṣṭafā Riḍā, the son of Imām Aḥmad Riḍā,
carried out the tradition.
18
knowledge and level of learning. At least 45 senior scholars from
world-renowned institutions in Egypt, such as al-Azhar, Jāmiʿah al-
Qāhirah, Jāmiʿah ʿAyn al-Shams and Jāmiʿah Dawl al-ʿArabiyyah
sought blessings from him and requested authorisations (ijāzah) in
Ḥadīth. During this tour, the management of Jāmiʿah al-Azhar
awarded him with al-Azhar’s highest award, Fakhr al-Azhar Award
(The Pride of al-Azhar), in recognition of his competence and
service to Islam.
19
Written by him:
Translations –
ﻴﺎهFE ﺎﻟﺪDCذاك ا
Whosoever dies saying “Allāhu”
Shall attain everlasting life
Muhammad Kalim
(Preston, UK)
25 October 2018
22
23
QASĪDATUN FIL HAMD WA MADH-e-NABĪ ﷺ
Rasūlullahi Talaqqāhu
Abshir Abdu Bi Husnāhu
24
Takhshan Nāsa Bilā Jadwā
Hallā Rabbaka Takhshāhu
25
Al-Khalqu Marā’ya Mawjūdin
Lā Maujūda Illāhū
26
Fafrah Hattā Talqāhu
Yā May’Yatlubu Ridwānā
Mar'Ridwah Illā Iyyāhu
Bi Rasūlillahi Fabtahiju
Fahwal Fadlu Wa Bushrāhu
Wa Yazūru Salāmur-Rahmāni
Khaira Nabīyyin Nabbāhu
27
Hāza Akhtaru Adnākum
Rabbī Ahsana Maswāhu
Jahān Mai Unki Chalti Hai Woh Dam Mai Kyā Sai Kyā Kar DaiN
ZamīN Ko Āsmān Kar DaiN Surayyā Ko Sarā Kar DaiN
Gil-e-Taibā Mai Mil JāouN GulouN Mai Mil Kai Khil JāouN
Hayāt-e-Jāwidānī Sai Mujhai YūN Āshnā Kar DaiN
29
MUSTAFĀ'AI ZĀT-e-YAKTĀ ĀP HAIN
Mustafā’ai Zāt-e-Yaktā Āp HaiN
Yak Nai Jis Ko Yak Banāyā Āp HaiN
Husn-e-Awwal Kī Namūd-e-AwwalīN
Bazm-e-Ākhir Ka Ujālā Āp HaiN
Zaib-o-Zain-e-Khāk u Fakhr-e-KhākiyāN
Zīnat-e-Arsh-e-Mu'allā Āp HaiN
Nāzish-e-Arsh u Waqār-e-Arshiyān
Sāhib-e-Qausain-o-Adnā Āp HaiN
30
Āp Kī Tal'at Khūdā Ka Āinā
Jis Mai Chamkai HAQQ Ka Jalwa Āp HaiN
31
Ho Bhalā Akhtar Ka Dātā Āp HaiN
Tāj-e-Waqār-e-KhākiyāN Nāzish-e-Arsh-o-ArshiyāN
Fakhr-e-Zamīn-o-ĀsmāN Fakhr-e-Zamān Tum Hī Tou Ho
Rūh-e-Rawān-e-Zindagī Tāb-o-Tawān-e-Zindagī
Amn-o-Amān-e-Zindagī Shāh-e-ShahāN Tum Hī Tou Ho
Akhtar Kī Hai Majāl Kyā Mahshar Mai Sab HaiN Dam Bakhūd
Sab Kī Nazar Tum Hī Pai Hai Sab Kī ZubāN Tum Hī Tou Ho
34
Mairai Dil Mai Bas Jātā Jalwāh Zār Taibā Ka
Dāgh-e-Furqat-e-Taibā Phūl Ban Kai Khil Jātā
36
WOH UBLĀ CHASHMA SHARBAT KĀ
Lab-e-Kawthar Hai Maila Tishna KāMān-e-Muhabbat Kā
Woh Ublā Dast-e-Sāqi Sai Woh Ubla Chashma Sharbat Kā
37
HAMAI AB DAIKHNĀ HAI HAUSLA KHURSHĪD-e-
MAHSHAR KĀ
Woh Bharhta Sāya-e-Rehmat Chalā Zulf-e-Mu'anbar Kā
Hamai Ab Daikhna Hai Hausla Khurshīd-e-Mahshar Kā
Woh Zāhir Kai Bhī Hākim HaiN Woh Bātin Kai Bhī SultāN
HaiN
Nirālā Taūr-e-Sultāni Hai ShāhoN Kai Sikandar Kā
39
GHAM-e-HASTĪ NAI HAMAIN KHŪN RULĀYĀ HOGĀ
40
TAIRĀ ĀQA SHEHANSHĀH-e-KONAIN HAI
Har Nazar Kānp Uthaigī Mahshar Kai Din Khauf Sai Har Kalaija
Dehal Jaigā
Par Yai Nāz Unn Kai Bandai Kā DaikaiN gai Sab Thām Kar Unn
Kā Dāman Machāl Jaigā
Mouj Katrā Kai Ham Sai Chalī Jaigī Rukh Mukhālif Hawa Ka
Badal Jaigā
Jab Ishāra KaraiNgai Woh Nā Khūdā Apnā Bairā Bhanwar Sai
Nikal Jaigā
YūN Tou Jītā HuN Hukm-e-Khūdā Sai Magar Mairai Dil Kī Hai
Unn Ko Yaqīnan Khabar
Hāsil-e-Zindagī Hogā Woh Din Mairā Unn Kai QadmouN Pai
Jab Dam Nikal Jaigā
41
Lau Lagā Tou Sahī Shāh-e-Loulāk Sai Gham Musarrat Kai Sānchai
Mai Dhall Jaigā
42
Jo Nām Lai Shah-e-Arsh-e-BarīN Kā To Akhtar
Basad Adab Pa-e-Taslīm Sar Jhuka'ai Falak
MUNĀJĀT KĪ RĀT
Āj Kī Rāt Ziyā'oN Kī Hai Bārāt Kī Rāt
Fadl-e-Noushāh-e-Do Ālam Kai Bayānāt Kī Rāt
Madīne Tak Pohanch Jātā KahāN Tāqat Thī Yai Par Mai
Yai Sarwar Kā Karam Hai, Hai Jo Bulbul Bāgh-e-Sarwar Mai
45
TAIRĪ CHUKHATT PAI JO SAR APNĀ JHUKĀ JĀTĀI
HAIN
47
Tāj Ko Kāsā Bana Kar Tājwar Kehtai HaiN YūN
Unn Kai Dar Kī Bhīk Achī Sarwarī Achī Nahī
48
Mai Na Kehtā Tha Kai Sohbat Deo' Kī Achī Nahī
49
KUCH KARAIN APNĀI YĀR KĪ BĀTAIN
Kuch KaraiN Apnāi Yār Kī BātaiN
Kuch Dil-e-Dāgh dār Kī BātaiN
Pī Kai Jām-e-Muhabbat-e-JānāN
Allah Allah Khumār Kī BātaiN
50
CHASHM-e-ILTIFĀT
51
QASSAM KHUDĀ KĪ SHAHĀ KĀMIYĀB HO JĀOUN
Tumhārai Dar Pai Jo Mai Bāriyāb Ho JāouN
Qassam Khudā Kī Shahā Kāmiyāb Ho JāouN
52
LAB-e-JĀN BAKHSH KĀ SADQĀ DAI DOU
53
APNAI DAR PAI JO BULĀOU TOU BOHAT ACHĀ HO
Apnai Dar Pai Jo Bulāou Tou Bohat Achā Ho
Mairī Bighrrī Jo Banāou Tou Bohot Achā Ho
54
Ro Chukā YūN Tou Mai AurouN Kai Liyea Khūb Magar
Apnī Ulfat Mai Rulāou Tou Bohot Achā Ho
55
Chashm-e-MaigūN Sai Pī’aiN Jalsā-e-Sahbā’ī Ho
56
ZAHE AZMAT-o-IFTIKHĀR-e-MADĪNA
Woh Chā’ī Ghatta Bādah Bār-e-Madīna
Piye Jhūm Kar JāN Nisār-e-Madīna
57
KarūN Kyā Fikr Mai Gham-e-Zindagī Kī
Mai HūN Bandā-e-Gham Gusār-e-Madīna
58
NĀ'RA-e-RISĀLAT
Sadr-e-Bazm-e-Kasrat Yā Rasūl Allah
Rāzdār-e-Wahdat Yā Rasūl Allah
Har JahāN Kī Rahmat Yā Rasūl Allah
BehtarīN Khalqat Yā Rasūl Allah
60
Karnā Tha Khudā Ko Ham Pai Āshikārā
Ākhrī Nabī Hai Uss Ko Sab Sai Pyārā
Koī Bhī Nabī Ho Pichlī UmmatoN Kā
Tum Ko Sab Pai Sab'bqat Yā Rasūl Allah
61
MAUT BEHTAR HAI AISE JĪNE SAI
Dūr Ae Dil Rahe Madīne Sai
Maut Behtar Hai Aise Jīne Sai
63
Pas-e-Mamāt Na Badnām Ho Tairā Akhtar
Ilāhī Iss Ko Bachā Lainā Ta'an-e-A'adā Sai
65
Woh Chamkā Gumbad-e-Khazrāh Woh Shehr-e-Pur Ziyā Āyā
Dhalai Ab Nūr Mai Paikar Madīna Ānai Wālā Hai
66
Bichā Hai Chānd Kā Bistar Madīna Ānai Wālā Hai
BĀDA-e-ISHQ-e-MUSTAFĀ
Pī Ke Jo Mast Ho Gayā Bāda-e-Ishq-e-Mustafā
Uss Kī Khūdā’ī Ho Ga’ī Aur Woh Khudā Kā Ho Gayā
67
SARKĀR-e-DOU ĀLAM KĪ MUHABBAT
NihāN Jiss Dil Mai Sarkār-e-Do Ālam Kī Muhabbat Hai
Woh Khalwat Khāna-e-Moulā Hai Woh Dil Rashk-e-Jannat Hai
68
MAST-e-MA-e-ALAST
Mast-e-Ma-e-Alast Hai Woh Bādshāh-e-Waqt Hai
Banda-e-Dar Jo Hai Taira Woh Bai Niyāz-e-Bakht Hai
Sallai Alā Muhammadin Sallai Alā Muhammadin
69
JĀN-e-BAHĀRĀN
Shehanshah-e-Do Ālam Kā Karam Hai
Mairai Dil Ko Mayyassar Unn Ka Gham Hai
70
TĀRON KĪ ANJUMAN MAI YE BĀT HO RAHĪ HAI
TāroN Kī Anjuman Mai Ye Bāt Ho Rahī Hai
Markaz TajalliyoN Kā Khāk Dar-e-Nabī Hai
Yaktā HaiN Jis Tarah Woh Hai Unn Ka Gham Bhī Yaktā
Khush HūN Kai Mujh Ko Doulat-e-Anmoul Mil Ga’ī Hai
71
AIK BIJLĪ CHAMAK RAHĪ HAI
Wohī Tabassum Wohī Tarrannum Wohī Nazākat Wohī Latāfat
Wohī HaiN Duzdīdah Sī NighāhaiN Kai Jis Sai Shaukhī Tapak
Rahī Hai
Yai Mujh Sai Kehtī Hai Dil Kī Dharrkan Kai Dast-e-Sāqī Sai Jām
Lai Lai
Woh Dour Sāghar Kā Chal Rahā Hai Sharāb-e-RangīN Chalak
Rahī Hai
Yai MaiN nai Mānā Hasīn-o-Dilkash SamāN Yai Mastī Bharā Hai
Laikin
Khushī Mai Hā’il Hai Fikr-e-Fardā Mujhai Ye Mastī Khatak Rahī
Hai
72
AE NASĪM-e-KŪ-e-JĀNĀN
Tairai Dāman-e-Karam Mai Jisai Nīnd Ā Ga’ī Hai
Jo Fanā Na Hogī Aisī Ussai Zindagī Milī Hai
73
Tairā Dil Shikasta Akhtar Isī Intizār Mai Hai
Kai Abhī Navīd-e-Waslat Tairai Dar Sai Ā Rahī Hai
Mairai Din Phir Jā’ey Yā Rab! Shab Woh Āye Khair Sai
Dil Mai Jab Māh-e-Madīnah Ghar Bana'ey Khair Sai
HaiN Ghanī Kai Dar Pai Ham Bistar Jama'e Khair Sai
Khair Kai Tālib KahāN Jā'aingai Jā’ey Khair Sai
75
Jhānk Lou ĀnkhoN Mai Unn Kī Hasrat-e-Taibā Liyea
Zā’ir-e-Taibā Ziyā'e Taibā Lā'ai Khair Sai
Gosh bar Āwāz HoN Qudsī Bhī Uss Kai Gīt Par
Bāgh-e-Taibā Mai Jab Akhtar Gungunā'e Khair Sai
76
SĀMĀN-e-ISHRAT KĪJIYE
Apne RindoN Kī Ziyāfat Kījiye
Jām-e-Nazzārah Ināyat Kījiye
Sāqī-e-Kowthar Duhā’ī Āp Kī
Soukhtā JānoN Par Rehmat Kījiye
77
Unn Pai Marnā Hai Dawām-e-Zindagī
Maut Sai Phir Kaisāi Nafrat Kījiye
78
Jud Bi waslin Dāiman Yā Sayyidī
Khatm Ab Ye Daur-e-Furqat Kījiye
79
BAHĀR-e-BAI KHAZĀN
Hamārai Bāgh-e-ArmāN Mai Bahār-e-Bai Khazān Āye
Kabhī Jo Iss Taraf KhandāN Woh Jān-e-GulsitāN Āye
80
FIRISHTAI JIS KAI ZĀ'IR HAIN
Firishtai Jis Kai Zā'ir HaiN Madīne Mai Woh Turbat Hai
Yai Woh Turbat Hai Jis Ko Arsh-e-Āzam Par Fazīlat Hai
Madīna Gar Salāmat Hai Tou Phir Sab Kuch Salāmat Hai
Khudā Rakhai Madīne Ko Usī Ka Dam Ghanīmat Hai
81
Ilāhi! Woh Madīnah Kaisī Bastī Hai Dikhā Dainā
JahāN Rehmat Barastī Hai JahāN Rehmat Hī Rehmat Hai
YahāN Bhī Unn Kī Chaltī Hai WahāN Bhī Unn Kī Chaltī Hai
Madīna Rāj Dhānī Hai Do Ālam Par Hukūmat Hai
82
SHAMĪM-e-ZULF-e-NABĪ
Shamīm-e-Zulf-e-Nabī Lā Sabā Madīne Sai
Marīz-e-Hijr Ko Lā Kar Sunghā Madīne Sai
83
Tairai Karam Kai Mai QurbāN Ye Hukm Farmā DaiN
Na Ja’egā Mairā Akhtar Razā Madīne Sai
85
Kar Kai Da'awā Hamsarī Kā Kaisāi Mūnh Kai Bal Girā
Mitt Gayā Woh Jiss Nai Kī Tauhīn-e-Sultān-e-Jamāl
MEHR-e-ANWĀR AEIRIYĀN
Arsh Par HaiN Unn Kī Har Sū Jalwah Gustar AeiriyāN
Gah Ba Shakl-e-Badar HaiN Gah Mehar-e-Anwar AeiriyāN
Kis Nai Tujh Sai Keh Diyā Dil Bai Gharaz Ātai HaiN Woh
Bai Gharaz Nādān Koī Bewafā Miltā Nahī
87
Lo Lagātā KyūN Nahī Bāb-e-Shah-e-Kounain Sai
Hāth Uthā Kar Daikh Tou Phir Unn Sai Miltā Nahī Hai
88
DAR-e-AHMAD PAI AB MAIRĪ JABĪN HAI
Dar-e-Ahmad Pai Ab Mairī JabīN Hai
Mujhai Kuch Fikr-e-Do Ālam Nahī Hai
90
QIT'AH
Soyā Nahī Mai Rāt Bhar Ishq-e-Huzūr Mai
Kaisā Yai Rat jagā Rahā Kaif-o-Surūr Mai
QIT'ĀH
91
BAZM-e-YĀR KA ĀLAM
Nit Naī Aik Uljhan Hai
Uff Gham-e-Rouzgār Kā Ālam
92
Yād Ātā Hai Waqt-e-Gham Akhtar
Rukhsat-e-Ghamgusār Kā Ālam
93
Woh Jo HaiN Ham Sai GuraizāN Tou Balā Sai Apnī
Jab Yahī Taur-e-JahāN Hai Tou Bhalā Gham Kyā Hai
94
ASHK RAWĀN
Souz-e-NihāN Ashk RawāN Āh-o-FughāN Daitai HaiN
KyūN Muhabbat Ka Sila Ahle JahāN Daitai HaiN
Kufr Hai Daikh Yai Khauf Aur Rajā Unn Sai Nadīm
Butt Bhī Kyā Tujh Ko Bhalā Sūd-o-ZiyāN Daitai HaiN
RĀH-e-ULFAT MAI
Nahī Jātī Kisī Sūrat Pareshānī Nahī Jātī
Ilāhi! Marai Dil Kī Khāna Wairānī Nahī Jātī
95
HazāroN Dard Sehtā HūN Isī Ummīd Mai Akhtar
Kai Hargiz Rā’igāN Faryād-e-Rūhānī Nahī Jātī
MANZAR-e-ISLĀM
Mamba’-e-Nūr-e-Risālat Manzar-e-Islām Hai
Darsgāh-e-Ilm-o-Sunnat Manzar-e-Islām Hai
Qiblagāh-e-Dīn-o-Millat Manzar-e-Islām Hai
Markaz-e-Islāh-e-Khalqat Manzar-e-Islām Hai
Yādgār-e-Ālā Hazrat Manzar-e-Islām Hai
AYDAN
Dūr Sai Ātā YahāN Har Aik Tishna Kām Hai
Bāda-e-Hubb-e-Nabī Kā Uss Ko Miltā Jām Hai
Āp Kat Jātā Hai Iss Sai Jo Bhī Nāfir jām Hai
MunkiroN Kai Wāstai Ye Taigh-e-KhūN Āshām Hai
Jaisā Uss Kā Nām Hai Waisā Hī Uss Kā Kām Hai
96
YĀ MUJĪBU YĀ MUJĀBU
Yā Mujību Yā Mujābu
Anta Ni'mal Mustanābu
Khīratul-Lillahi Fīnā
Al Jamī’u Minhu Tābū
Sha'ruhu Mislus'Sahābi
Wa Rudabuhu Sharābu
97
Jūduhu Fāqal Jawādī
Wa Bihi Jādas'Sahābu
Wa Mazārhu Amānu
Wa Liman Asā Matābu
98
YĀ RASŪL ALLAH YĀ KHAIR UL ANĀM
Yā Rasūl Allah Yā Khair ul Anām
Dūr Uftādah Kā Lījiye Salām
Zaib-o-Zain-e-Arsh-e-RehmāN Assalām
Nik’hat-o-Tīb-e-GulistāN Assalām
Ae Shehanshāh-e-Madīnah Assalām
Ae Qarār-e-Qalb-o-Sīna Assalām
Jān-e-Jān-o-Jān-e-īmāN Assalām
Ae Shafī’e Ahl-e-IsyāN Assalām
Mahbit-e-Wahy-o-Sakīna Assalām
Ghaib dān-o-Ghaib Bīnā Assalām
99
Kījiye Apnai Karam Sai Sūrat-e-Aesh Dawām
Yā Rasūl Allah Atā Ho Khuld-e-Taibāh Mai Maqām
100
MAIRAI ALLAH KAI NIGĀR SALĀM
Mairai Allah Kai Nigār Salām
Dast-e-Qudrat Kai Shāhkār Salām
101
MautiyoN Ko Sajā Kai PalkoN Par
Kehtī Hai Chashm-e-Ashkbār Salām
102
AE MADĪNE KAI SHEHARYĀR SALĀM
Ae Madīne Kai Sheharyār Salām
Ae Zamānai Kai Tājdār Salām
Zīnat-e-Arsh-e-Kirdigār Salām
Farsh Kai Tāj-e-Iftikhār Salām
Fātih-o-Khātim-e-Payāmbarī
Gulshan-e-Dahar Kī Bahār Salām
Gumbad-e-Sabz-e-Rahmat-e-Ālam
Tujh Ko Kehtai HaiN Sabzahzār Salām
Ae Guzargāh-e-Sarwar-e-Ālam
Chashm-o-Sar HoN Tairai Nisār Salām
103
Yād Hai Tairī Kitni Kaif Āwar
Gham Hai Farhat Sai Hamkinār Salām
Ae Makīn-e-Gumbad-e-Khazrā Salām
Ae Shakīb-e-Har Dil-e-Shaidā Salām
104
Khuld Kī Khātir Madīnah Chorh DoN
EiN Khayāl Ast-o-Muhāl Ast-o-JunūN
105
Māh-e-Taibā Kī Hai Har Sū Chāndni
Khudā Kai Fazl Sai Akhtar Mai Unn Kā Nām Laiwā HūN
Mai HūN Qismat Pai NāzāN Mujh Pai Qismat Nāz Kartī Hai
AYDHAN
Bāgh-e-Taslīm-o-Razā Mai Gul Khilātai HaiN Hussain
Yā’nī Hangām-e-Musībat Muskurāt-e-HaiN Hussain
108
Sadqah Rasūl-e-Pāk Ka Jholī Mai Dāl Do
Hum Qādirī Faqīr HaiN Yā Ghaus Al Madad
110
JAMĀL-e-HAZRAT-e-AHMAD RAZĀ KĀ Ā’INĀ TUM
HO
TumhaiN Jis Nai Bhī Daikhā Keh Uthā Ahmad Razā Tum Ho
Jamāl-e-Hazrat-e-Ahmad Razā Kā Ā’inā Tum Ho
113
CHAL DIYE TUM ĀNKH MAI ASHKON KĀ DARYĀ
CHORH KAR
Chal Diye Tum Ānkh Mai Ashko Kā Daryā Chorh Kar
Ranj-e-Furqat Ka Har Ek Sīnai Mai Shu’lā Chorh Kar
115
LA’L YAKTĀ'E SHAHAI AHMAD RAZĀ MILTĀ NAHĪ
Zīnat-e-Sajjāda-o-Bazm-e-Qazā Miltā Nahī
La'l Yaktā'e Shah-e-Ahmad Razā Miltā Nahī
116
Chār YāroN Kī Adā'e Jis Mai ThīN Jalwā Numā
Chār YāroN Kā Woh Roushan Ā’ina Miltā Nahī
117
MANQABAT SHARĪF - DAR SHĀN MUFASSIR-e-
ĀZAM-e-HIND [FATHER OF HAZRAT]
Hāmī-e-Dīn-e-Hudā Thai Shāh Jīlanī MiyāN
Bilyaqīn Mard-e-Khudā Thai Shāh Jīlānī MiyāN
Unn Kai Har Irshād Sai Har Dil Kī Hotī Thī Jilā
Mazhar-e-Shān-e-Khudā Thai Shāh Jīlānī MiyāN
120
BAMOUQA-e-WAFĀT HASRAT ĀYĀT - KHĀL-e-
MUHTARAM JANĀB UMĪD SAHIB RIDAWĪ
Ye Idārah Jis Ko Kahiyai Gulistān-e-Ilm-o-Fan
Ho Gayā Rukhsat Sai Tairī Muwrid-e-Ranj-o-Mihan
So Rahai HaiN Lahad Mai Kuch Iss Tarah Woh Chain Sai
Nāz Sai Bai Fikr Ho Kar Jaisai So Jaey Dulhan
121
MANQABAT SHARĪF DAR SHĀN HUZŪR MUJĀHID-
e-MILLAT
Dil Nai Kahā Mujāhid-e-Millat Ko Dhūndiye
Lai Kar Chirāgh Shāh-e-Wilāyat Ko Dhūndiye
Nasrīn-e-Gulistān-e-Sadrush-Shariah Bū’ad
Buey Khodash Guzāshita Andar Chaman Rābū’ad
122
Khurshīd-e-Sunniyat Nai Chādar Jo Ourh Lī
Zulmat Mai Qāfilai Kī Woh Raftār Tham Gaī
124
AE NAQĪB-e-ĀLĀ HAZRAT
Ae Naqīb-e-Āla Hazrat Mazhar-e-Haider Hassan
Ae Bahār-e-Bāgh-e-Zahrā Mairai Barkātī Chaman
Tūr-e-Irfan-o-Ulū-o-Hamd-o-Husnā-o-Bahā
Zindah Bād Ae Par Taw-e-Mūsā-o-Aks-e-Mustafā
126
Akhtar-e-Khasta Hai Bulbul Gulshan-e-Barkāt Kā
Dair Tak Mehakai Har Ek Gul Gulshan-e-Barkāt Kā
Gulshan-e-Faiz-e-Muftī-e-Āzam
Rashk-e-Sad Lālazār Hai Sehrā
Az Tufail-e-Shaī-e-Behr-e-Saīd
Zindagī Kī Bahār Hai Sehrā
129
Rukh-e-Razīa Pai Tāzigī Hai Naī
Tāzigī Kā Nikhār Hai Sehrā
Ho Amān-o-Hamīd Ko Muz'jda
Rahmat-e-Kirdgār Hai Sehrā
130
Izn-e-Parwardigār Hai Sehrā
131
BATAQRĪB-e-SĀLGIRAH SALMĀ BINT AZĪM JĪ SALIH
JĪ SĀKIN CALCUTTA
Nasīm-e-Subh Woh Uth'lātī KyūN Idhar Āyī
Yai Kaisī Kaif-o-Masarrat Kī Ek Lehar Āyī
134
CHĀND SE UNN KE CHEHRAY PAR
Chānd se Unn ke Chehray par Gesu-e-Mushkfām do
Aik Anokhī hay Sahar jis se baham HaiN Shām do
135
Farsh-e-Nazar pe ho Guzar, Pāmāl hun mein Sar ba Sar
Rehwar-e-Nāz ko Idhar Junbish Pa-e-Khirām do
136
ZINDAGĪ YE NAHĪ HAY KISĪ KE LIYE
Zindagī Ye Nahī Hay Kisī Ke Liye
Zindagī Hay Nabī Kī, Nabī Ke Liye
Naqsh-E-Pā-E-Sagān-E-Nabī Dekhiye
Ye Patā Hai Bohat Rahbarī Ke Liye
137
Maslak-E-Alahazrat Pe Qā’im Raho
Zindagī Di Ga’ī Hay Issī Ke Liye
138
ABR-E-KARAM GESŪ-E-MUHAMMAD
Shām-E-RangīN Subh-E-Dil-Āra;
Har Du Baham Dar Rū-E-Muhammad ﷺ
Shām-E-Mu'ambar, Subh-E-Munawwar;
Har Du Baham Dar Rū-E-Muhammad ﷺ
140
ʿURS-e-AMJAD ʿALĪ MEI(N) CHALE ĀYE
141
Apne Akhtar Pe Bhī Ho Karam Kī Naẓar
Uss Ke Dāman Mei(n) Bhī Dālye Kuch Gohar
---------
142
MAR KE JĪNE KĀ PĀŪ(N) MAZĀ KHAYR SE
143
RASŪLALLĀHĪ YĀ BADR AL-TAMĀMI
144
Idhā Mal Laylu Ṣādafa Ibtisāman
Tajallat Ibratan ʿIndab tisāmi
145