0% found this document useful (0 votes)
72 views10 pages

Script Short film (1)

Script short

Uploaded by

8p9g57gsjy
Copyright
© © All Rights Reserved
We take content rights seriously. If you suspect this is your content, claim it here.
Available Formats
Download as PDF, TXT or read online on Scribd
0% found this document useful (0 votes)
72 views10 pages

Script Short film (1)

Script short

Uploaded by

8p9g57gsjy
Copyright
© © All Rights Reserved
We take content rights seriously. If you suspect this is your content, claim it here.
Available Formats
Download as PDF, TXT or read online on Scribd
You are on page 1/ 10

SCENE 1. INT.

KITCHEN,DAY

Wife is preparing breakfast and husband is getting ready for


office. Maid is helping Neha.

ISHAN
Neha, breakfast ready hua laao jaldi.

NEHA
Haan, tum baitho mai laa rahi hu.

Neha heads towards Ishan with breakfast.

NEHA
Versha juice le kar aao.

Ishan is doing breakfast in hurry cause he's getting late for


office.

NEHA
Juice pee lo.

Ishan glass pakad ta h toh glass thanda hota h toh mana kar
deta h peene k liye.

ISHAN
Nhi nhi mera gala kharab hai or juice
thanda h toh mai nhi piunga.

And ishan leaves the house.

SENE 2. INT. OMAX MALL, AFTERNOON

Neha and her boyfriend Rohan meets at Omax mall.

NEHA
Mere kamine paati ki kismat bht achi
hai. Aaj usne juice peeya hi nhi.

ROHAN
Hmmmm...koi baat nhi kal toh tiffin le
k jayega na office.

Neha nods in nervousness but Rohan holds her hand and makes
her confident.
2.

SCENE 3. INT. KITCHEN,DAY.

Wife is packing tiffin for Ishan. Neha signals versha to put


something in the food. Versha takes out a small bottle and
gives to Neha. Neha sprinkles something in the food and packs
the tiffin. Ishan takes the tiffin and leaves.

SCENE 4. INT. HOUSE, NIGHT.

NEHA
(Mann mai)Ishan abhi tak aya nahin.
Aaj toh apna kaam ho gaya hoga.

Dorbell rings. Neha opens the door and Ishan enters. Neha is
shocked.

NEHA
Aaj itna late ho gya ane mai..or tumne
lunch nhi kiya kya?

ISHAN
Tum mere ate hi lunch ka kyu pooch
rahi ho?

NEHA
Nhi nhi kuch nhi. Tum fresh ho jao.

SCENE 5. INT. OMAX MALL, AFTERNOON

Neha and Rohan sitting at a restaurant.

NEHA
Sab kar ke dekh liya Lekin mar hi nhi
raha hai.

Rohan sochta hai.

NEHA
Kya soch rahe ho tum ?

ROHAN
Tum chinta mat karo Neha mera ek dost
hai Abraar woh humari help kar sakta
hai.

NEHA
Tum pagal ho gaye ho kya hum aise
kaise kissi Bahar wale ko involve
kaise kar sakte hain?
3.

ROHAN
Mera dost bharose ke layak hai yakeen
Mano woh humara kaam kardega.

Abrar enters....

ABRAR
Hi...

ROHAN
Hello. Aao baitho.

ABRAAR
Tum dono kya bewkoof ho ? Zeher deke
maaroge to phans jaoge.

ROHAN
To kya deke marein?

ABRAAR
Kuchh lene dene ki zarurat nahin hai.
Mere pehchan mai ek banda hai jo apka
maksad poora kar dega.

ROHAN
Oh bhai, koi maksad poora nahin karna
hai. Ek aadmi ko marna hai bas.

ABRAAR
Theek hai, par usko marna hi kyun hai?
Baat karke divorce de do.

NEHA
Meri shaadi zabardasti hui thi. Mere
Papa ne karz le rkha tha aur paisa
chuka nahi paye. Isliye unhe meri
shaadi Ishaan ke saath karni padi. Par
main aur Rohan ek dusre se pyaar karte
the aur shaadi karna chahte the.

ROHAN
Aur ab uske marne ke baad, Ishan ki
puri property mere naam ho jayegi,
mera matlab hamare naam ho jayegi. Aur
Agar divorce le liya to humein kuchh
nahin milega.
4.

ABRAAR
Mai ek killer ko janta hu jo bahut
khatarnak hai. Ek baar apne haath mai
contract le leta hai toh poora kar ke
hi chhodta hai. Aur vo tumhara kaam
kar dega.

SCENE 6. EXT. DELHI ROAD.

Komal is on scooty. Montages of Komal driving on the road.


Komal stops and we reveal Komal's personality. Ekdum
khatarnak dikhate hain lekin jab shakal dikhate hain toh ek
dum chomu hai. Komal scooty pe baithta hai, apne phone pe
Ishan ki photo dekhta hai aur chupke se gun nikalta hai.

Ishan apni cab ka wait kar raha hai lekin tabhi komal ka
accident ho jaata hai. Fir Ishaan hi usko uski scooty pe
hospital le jaata hai.

SCENE 7. INT. DAY, ISHAN HOUSE, LIVING ROOM

Ishan enters...Neha is shocked.

Neha texts Rohan

On What's app screen we see,

Neha: Ishan to mara nhi, ye ghar wapas aa gya.

Rohan replies

Rohan : Main dekhta hun ki kya hua.

SCENE 8. INT. KOMAL'S FLAT.

Abraar and Rohan enters the house of komal and see that he is
injured and his leg is plastered.

ABRAAR
Kya hogaya tereko?

KOMAL
Main usko maarne hi wala tha lekin
mera hi accident hogaya.

ROHAN
Yaar tune kaise bande ko kaam diya.
Yeh maarega usse? Sala yahaan pada
hai.
5.

KOMAL
Haan main marunga. Chalo abhi.

ABRAAR
Bas bas tu araam kar. Main ek aur
Bande ko jaanta hoon joh ishaan ko
maar sakta hai usne 50 se bhi zyada
khoon kiye hain usko paise zyada Dene
padenge lekin ek baar usko tuney
Ishaan ki photo dikhadi toh ishaan iss
duniya mein zyada dinon tak nahin
rahega.

KOMAL
Bas, ek minute. Aaahhhh. Arey vo meri
davai to de do.

Rohan and Abraar exits.

SCENE 9. INT. ISHAN'S HOUSE. DAY.

Ishan is alone at home. Doorbell rings. Ishan opens the door.

DELIVERY BOY
Sir aapka parcel.

ISHAAN
Par maine toh koi order nahin kiya.

DELIVERY BOY
Sir, Neha Verma ke naam se hai.

ISHAAN
Oh achha, meri Wife hai.

DELIVERY BOY
Sir aapka naam or number yahaan
likhdo.

ISHAN
Haan.

Ishan is signing on the paper meanwhile Delivery boy opens a


small bottle with his mouth and puts chloroform on
hankercheif and then his hand is struck by file and Delivery
boy himself smells the chloroform and he is unconscious.

After a while.
6.

SCENE 10. INT. DAY, ISHAN HOUSE, LIVING ROOM

Ishaan is cutting pizza with knife and Delivery boy wakes up.

ISHAAN
Arey uthgaye tum. good morning yeh lo
tum bhi pizza khao. Aur kya naam hai
tumhara ?

DELIVERY BOY
Mera naam hai Billa Bhai.

ISHAAN
Toh Billa bhai, kaam ke saath aap apni
sehat ka bhi dhyan rakho. Pizzaa to
khao.

Billa bhai runs out of the house.

BILLA BHAI
Nahin nahin Sir aap khao.

Billa bhai ladkhadake chal raha hai aur achanak se dobara gir
jaata hai. Aur koi apne room mein khinch leta hai.

SCENE 11. INT. OMAX MALL, AFTERNOON

Rohan, Neha aur Abraar fir milte hain.

ROHAN
Yaar tu koi kaam sahi se karega ya
nahin. Tuney 2 log bheje usko maarne
ke liye dono ke done bekaar koi aur
bhi bakwaas idea hai tere pass yaan
nahin ?

ABRAAR
Ek aakhri killer bacha hai joh itna
khoonkhar hai ki sirf uske naam se log
darr se kaanp uthte hain woh insaan ko
sirf maarta nahin hai uske shareer ke
ang bhi nikalke le jaata hai.

ROHAN
Kasaai hai kya ?

NEHA
Mujhe lagta hai yeh humara kaam kar
dega.
7.

ROHAN
Agar karde toh acha hai nahin toh
humein hi kuch karna padega.

SCENE 12. INT. DAY, ISHAN HOUSE, LIVING ROOM

Doorbell rings. Ishan opens the door.

CHINTU CENA
Ajji Dada hum plumber hai saare nalke
thik kardunga tumhara kidhar hai nalka
tumhara.

ISHAAN
Aree aao aao meri Wife ne hi bulaya
hoga tumhe.

CHINTU CENA
Kidhar hai Sir aapka nalka joh kharaab
hai.

ISHAAN
Chalo chalo wahaan pe kharaab hai
kitchen mein.

Chintu cena bag kholta hai bag mein se files nikalti hain.

Flash back.

SCENE 13. EXT. CHAI KI TAPRI. DAY

Chintu Cena is enjoying his Tea and pakoda. Then we see his
bag is exchanged.

Back to Ishaan'd house.

CHINTU CENA
Aree hum estate ka business bhi karta
hai isliye yeh sab files nikal rahi
hain.

ISHAAN
Haan haan jaldi karo.

Chintu ke bag se files hi nikal rahi hoti hai.

CHINTU CENA
Aree Dada lagta hai main koi aur bag
leke aagya. Apke paas wrench hai?
8.

ISHAAN
Aree yaar tum jao nikalo yahaan se.
Time kharaab kar rahe ho mera.

CHINTU CENA
Sorry sir hum abhi jaata hai fir
aayega.

Chintu cena exists.

SCENE 14. EXT. ISHAAN'S HOUSE. DAY

Ashish, Ishans neighbour grabs chintu and pulls him in the


house.

ASHISH
Aree tum plumber ho na ? Mere bhi ek
nalke ko thodi takleef hai aake thik
kardo.

CHINTU CENA
Aree hum plumber nahin hai humein kuch
nahin aata.

ASHISH
Aree humara ghar ka nalka blkul thik
hai par mere nalke ko thoda service ki
zaroorat hai.

CHINTU CENA
Ohh Dada tum kya bolri hai enti.

Ashish takes chintu to his bathroom and sees billa bhai is


already there only in chaddi.

ASHISH
Tum iske pass Mein leti.

CHINTU CENA
Aree Dada tum kya karnewale ho mere
saath ?

ASHISH
Hum tumko chaand ki sair karwane wala
hoon.

CHINTU CENA
Aah aah aah aah Dada please choddo
aaaaaaaaaaahhhhhh.
9.

ASHISH
Choddo ? chodh toh raha hoon.

CHINTU CENA
Dada woh choddho nahin. Chhod do mere
ko.

Gate opens of bathroom and Chintu exits.

CHINTU CENA
Aree Dada humko choddiya.

ASHISH
Aaaaaaahhhhh aaj toh manza aageya.

Chintu cena runs away.

ASHISH
Bachgeya saala.

SCENE 15. INT. DAY, ISHAN HOUSE, LIVING ROOM EVENING

Ishaan is sitting in house and Neha is shocked to see him


alive.

ISHAAN
Aao baitho. Kitna pareshan kar diya na
maine. Pehle hi bol deti. Vo table par
divorce ke papers hain. Maine sign kar
diye hain. Tum bhi karo aur azaad ho
jao.

Neha is shocked. She gets up and signs the papers.

ISHAAN
Chalo aaj ek last drink ho jaye saath
mein.

Ishaan hands over a glass of whiskey to Neha.

ISHAAN
Cheers to our new life.

They both drink the whiskey.

ISHAAN
Vo scooty wala gunmen,Vo Delivey boy
aur vo Plumber. (Laughs) Meri kismat
sach mein hi bahut achhi hai. Arey
10.

Haan vo zeher Vala idea bhi achha tha.


Magar mujhe dekhna tha ki zeher pee ke
log marte kaise hain, tumhe pata hai ?

NEHA
Nahin.

ISHAAN
Hmmm. To abhi dekh lete hain.

Neha starts to become breathless. She realizes that she is


being poisoned. Versha (Maid) enters with glamorous clothes
revealing that she has affair with husband.

Neha ke phone pe Rohan ka msg aata hai : ki main tumhara wait


kar raha hoon kab aaogi?

fir Ishaan msg karta hai : ki aa rahi hoon.

Ishaan picks up the gun and exits.

You might also like