POE T2 Sol.
POE T2 Sol.
Demand (3 Questions)
1. a) Law of Demand
Jab price kam hota hai, consumers zyada quantity kharidte hain. Isko law of demand
kehte hain.
3. b) Shift leftward
Electric vehicles ke trend ke wajah se petrol cars ki demand girti hai, aur curve left shift
hota hai.
8. b) Shift rightward
Subsidies production cost kam karti hain, jo supply ko badhata hai aur curve ko right shift
karta hai.
9. a) The quantity of goods supplied at different price levels
Supply schedule price aur quantity ke beech ka sambandh dikhata hai.
11. a) Stock refers to unsold goods, while supply refers to goods offered for sale at prevailing
prices
Stock wahi goods hain jo store mein hain, par supply woh hai jo current price pe market
mein bikne ke liye ready hai.
12. a) Increase
Supply kam hone par scarcity hoti hai, jo price ko badhata hai.
21. a) Increase
Demand badhne par price aur quantity dono equilibrium mein upar jaate hain.
23. a) Decrease
Supply badhne par zyada goods market mein aate hain, jo price ko girata hai.
E-Business (5 Questions)
26. a) Broader market access and reduced transaction costs
E-business cost-effective hai aur global reach provide karta hai.
27. a) Matching supply and demand more efficiently through digital platforms
Digital platforms demand aur supply ko efficiently match karte hain.