Ek_Din_Aurat_Script
Ek_Din_Aurat_Script
Language: Hindi
---
Visual: TV chal raha hai. Vivek couch par hai. Maa paani lekar aati hain.
Maa: Vivek, kal apni behen ko college chhod dena... aaj bahut dari hui laut ke aayi hai.
Vivek (TV se nazar na hatate hue): Maa, har chhoti baat pe darr lagta hai tum logon ko.
Dada (akhbaar padhte hue): Sahi keh raha hai ladka. Humare zamaane mein ladkiyaan
Maa (narm taur par): Par beta, uski koi galti nahi thi...
Vivek (tez awaaz mein): Maa! Aap hamesha uski tarafdari karti ho. Kya pehna tha usne,
Visual: Behen roti hui aati hai. Vivek chay pi raha hai.
Behen: Bhaiya... kuch ladkon ne raste mein cheda... mujhe bahut darr lag raha hai...
Vivek (tez): Kya pehna tha? Har baar bolta hoon, dhang ke kapde pehna karo. Main nahi
---
Radha Ma’am: Har roz ladkiyaan asurakshit feel karti hain. Badlaav tab hoga jab mard
Vivek (hans kar): Ma’am, ladkiyaan khud hi problem create karti hain. Kapde, style, sab
dikhawa hai.
Radha Ma’am (gambhir): Kal tum ek din aurat banke aana. Sari pehen kar. Shayad tab
samajh pao.
---
Visual: Vivek sari mein aata hai. Ladke mazaak udaate hain, raste rokte hain.
Student 2: Sari toh mast hai, chal bhi mast ban le!
---
Visual: 3 ladkon se Vivek akela ladta hai. Aas paas ke log dekhte hain. Radha Ma’am
---
Main har us behen se maafi maangta hoon jise main chup karwata raha... har us maa
---
(Ek ladki paas se guzarti hai. Pehle jaise koi awaaz nahi. Bas aankhen jhuki rehti hain.)
---
Visual: Maa darwaza kholti hain. Vivek ke chahre par chot, aankhon mein aansu.
Vivek: Maa... mujhe maaf kar do... maine kabhi aapki chup ko nahi samjha... di ke
---
Vivek: Vishu... main har baar teri shikayat ko ignore karta tha. Mujhe laga tu galat hai.
Behen: Bhaiya... kal tumhe sabke saamne ladte dekha... toh laga, mera asli bhai wapas
aa gaya.
---
Vivek: Aurat hona aasan nahi. Par jab maine wo ek din jeeya, tab jaana... woh din nahi,
ek zindagi thi.
Aaj se main har ladki ka bhai hoon. Har maa ka beta, har behen का rakshak.
---
Poster Text:
"Aurat hona sharm ki baat nahi...
Sharm toh tab hai jab hum unhe insaan samajhne se inkaar kar dete hain."
Fade Out
---
---
[THE END]